Pakistan Sunni Tehreek Sargodha
Yahan har shaks har par taargat hone se darta hy...!<
+
Khilona hy wo metti ka fana hone se darta hy...!<
+
Sheher K, kisi kone main ik maasum sa bacha...!<
+
Baron ki lashein dakh kar bara hone se darta hy...!<
+
Aajab hy zindagi ki qaid main is sheher ka insan...!<
+
Rehai mangta hy aur reha hone se darta hy...!<
+
=>DOSTO Hum kab tak yun buzdilon ki zindagi jeety rahain gay?
+
=>Kaya ab B waqt ni aaya hamary jagne ka?
+
=>Har tarif khun ki nadiyan bahai ja rahi hain,
+
=>In ko itni taqat kis ne di?
+
=>Shayed ham ne hi di hy
+
=>Q k yeh chand log, 18 caror Awam se taqatwar kase ho sakte hain?
+
Pakistan hum ko hamary bazurgo ne bana k dy diya.
+
Ab waqt hy pakistan bachane ka.
+
*ZARA SOCHIYE*
+
Pakistan ka matlib kaya?
+
LAA IAAHA ILLAL LA
+
Pakistan ka maqsid ka?
+
MOHAMMAD'DUR RASOOL ULLAH (S.A.W)
+
Pakistan Sunni Tehreek SGD